07 February, 2009


फिज़ा अब बस करो
क्यों पीट रही हो लकीर
तेरी लुट चुकी है तकदीर
बेकार है हर तदबीर
क्या नहीं देखी थी
अखबार मे वो तस्वीर
जो भेजी थी चँद्र्यान ने
उसने ये भी बताया था
कि चाँद के सीने में
धडकता हुआ दिल नहीं है
वहाँ पथरीली चट्टाने है
और उसकी आँख मे कभी
जो पानी हुआ करता था
वो अब मर चुका है
उसी कि तलाश मे है चन्द्र्यान
उसने ये भी बताया था
चाँद अपनी सीमा के
अभेद्य सन्नाटे मे है
वो तो अपनी बाहरी
चमक दमक से
दुनिया को लुभाता रहा है
कभी मोहन बन कर
कभी मोहम्म्द बन कर
भरमाता रहा है
और उसकी सीमा
इतनी मजबूत है
कि कोई फिज़ा उसे
भेद नहीं सकती
अब सब्र कर
छोड चाँद छुने की जिद
इतना ही काफी है
तेरे लिये कि
तू सबक बन गयी है
लोगों के लिये
अब कभी कोई फिजा
किसी चाँद को पाने
उसकी सीमा पर
जाने से पहले घबरायेगी
चली भी गयी
तो तेरी मौत मर जायेगी

20 comments:

Vinay said...

हर बार की तरह बेहतरीन कविता की प्रस्तुति!

Ashutosh said...

fiza aur chaand ki kahani bhi ajib hai,shayed aap ki kavita se fiza ko kuch rahat mil sake,aur mai kya kahoon.

Anonymous said...

fiza jaesii do chaar aur ho jaaye to chaand jaeso ko sabak milaegaa . ladkiyaan yae soch kar chup rehteehaen ki hamaaii izzat kaa kyaa hoga , par fiza nahin rahee .

aur agar fiza chaand ko majboor kar sakey aur patni kae sab kanuni adhikar paa sakey aur phir CHAAND KO CHODH KAR APNI ZINDGI MAE AAGEY BADH SAKEY to wo ek bahut hi himaat waali aurat haen

seema agar patni haen to pati ko trophy naa samjh kar chaand ko apni zindgi sae nikaal kar baahar kar dae

purush is liyae yae sab kartaa hean kyuki aurat apne vajood ko purush kae bina pura nahin samjhtee


kavita theek haen par pravachan galat haen kyuki ek sankuchit soch haen jismae galat aacharan ko patni dwara swikaar karne ki badhaaii aur paervi kii gayee haen

अभिषेक आर्जव said...

सुंदर अभिव्यक्ति !
ऊपर लगा चित्र बहुत बढिया है !

प्रताप नारायण सिंह (Pratap Narayan Singh) said...

जिसे अपने सहचर, समाज और धर्म की मर्यादा लांघने में जरा सी भी हिचक न हुयी ऐसे उन्मादित व्यक्ति से कोई सकारात्मक आशा करना व्यर्थ था...और जो इन सबके लिए उत्प्रेरक बनी उसकी परिणति यही होनी थी ....सुंदर कविता.

इष्ट देव सांकृत्यायन said...

बहुत बढिया. अच्छी टिप्पणी है.

P.N. Subramanian said...

सुंदर रचना. वह अपने इज्ज़त आबरू के बारे में सोची होती तो चंद्रयान पर नहीं चढ़ती.

राज भाटिय़ा said...

बहुत सुंदर कविता लिखी आप ने,
अब चांद ओर या फ़िजा, दोनो ने ही सहचर, समाज और धर्म की मर्यादा की परवाह नही की अब भुगते ,ओर यह फ़िजा,क्या इसे पता है प्यार किसे कहते है??? प्यार करने वाले किसी का बुरा सोच ही नही सकते... ओर दोनो ने अपनी अपनी हव्स भुझाई, अब जाये भाड मै
धन्यवाद

निर्मला कपिला said...

rachnaji maaf karna ye ladai aurat ke adhikaar ki nahi hai balki do aurton ke vyaktigat adhikaaron ki hai jo kisi doosree aurat ka adhikaar chine use apne adhikaar ki duhai dene ka hak nahi hai kya fija ko pehle nahi sochna chahiye tha ki jo aadmi apni patni ka nahi ho saka vo uska kaise ho sakta hai kya aurat ki ajadi ki ladai ye hai ki vo aurat ka hi ghar tode agar fija ka adhikaar chand par hai to seema ka bhi adhikaar hai agar fija use pana chahti hai to seema hi us aadmi ko kyo chode fija kyo nahi chod deti fir seemaa ke sath uske bachon ka bhi bhavishya hai mera vyaktigat khial hai ki pehle aurton ko mil baithh kar ye tay karna chahiye ki unki ladaai kis mude par hai shayad muda smaaj ki behtri ke liye hi hai to fir vyaktigat mudon me do aurton ki ladai me ye dekhna chahiye ki hak kiska adhik banta hai jo vaade chaand ne fija se kiye vahi apni patni se bhi kiye honge fir kuch sms dikha kar hi to simpathy nahi barori jaa sakti purush ye sab tab tak karta rahega jab tak fija jaisi aurten unko ghaas dalti rahengi aurat kyon apne svabhimaan ko taak par rakh kar aise sambandh banati hai jahan kisi doosri aurat ka hak chhinta ho ek svasth smaaj ki rachna ke liye agar ye soch sankuchit hai to mera maanna hai ki har aurat is par ek baar jaroor soche svabhimaan smaaj ko bikherne me nahi balki use sanvaarne mai hai aur mai ise bilkul vyaktigat maamla maanti hoon jo jhoothh ki buniad par rakha gayaa hai maafi chahti hoon agar aaj ki aurat ko ye bura lage to vo apne vicharo ke liye aajaad hai magar ek baar gaur jaroor karen ki aurat ke savabhiman aur ajadi ki ladai ka ye kaun sa roop hai

आशीष कुमार 'अंशु' said...

sundar-sunadar-sunadar

Yogesh Verma Swapn said...

sunder rachna hai.badhai

महावीर said...

"फिज़ा अब बस करो
क्यों पीट रही हो लकीर
तेरी लुट चुकी है तकदीर
बेकार है हर तदबीर"
यह मायूसी क्यों ? तक़दीर हाथों की लकीरों या जन्म कुण्डलियों में नहीं होती, वह तदबीर के सही ढंग में छुपी होती है। ज्यूं ही तदबीर में कोई गलती या ख़ामी आजाती है तो तक़दीर हावी हो जाती है। याद रखिए कि जिस तरह आदमी का एक अस्तित्व है, उसी तरह औरत का भी अपना एक अस्तित्व है। जब औरत अपने अस्तित्व को,अपने वजूद को पहचान लेती है तो तक़दीर शब्द निर्रथक हो जाता है। दृश्य उलट जाता है।
फिज़ा के बिना चांद अपनेआप में खोखलापन महसूस करने लगता है और फिज़ा के वजूद को स्वीकार करने लगेगा। पथरीली चट्टानों में भी फूल लगते हैं।

Anonymous said...

behtareen kavita..manmohak..

Rachna Singh said...

nirmala kapila ji
samaaj vyaktiyon sae bantaa haen aur usmaey aurat purush or bachhey sab hotey haen . agar aap isko fiza ki vyaktigat baat kehtee haen to phir is par itna discussion kyun

aaj ham sab 2009 mae haen aur vartmaan mae aurat chup reh kar balidaan kyun dae . yae pehli aurat duisri aurat sab samaaj kae diyae huae naam haen

aur ek akaeli stri utni doshi nahin haen jitna ek vivahit jodaa kyun akeli stri to viaah karna chahtee haen

yae tark aap sab kab tak daetey rahegae jo patni kaa nahin hua kyuki yae tark bahut useless haen varna patniyaa kyun pati ko vaaps laeti haen aur laeti hee nahin haen us pati kae saath daehhik sambandh bhi rakhtee haen
agar patni aesa kare to kyaa pati bhi usko phir apne paas rakhegaa

naetiktaa ki zimmedari kis ho is par yaahan jarur padhey

http://indianwomanhasarrived.blogspot.com/2008/04/blog-post_30.html#comments

पूनम श्रीवास्तव said...

Respected Nirmala ji,
bahut katu yatharth hai is kavita men.saval ye hai ki aisee fizayen kyon kooyen men kood jatee hain?kya fiza ko apna hashra pahle se naheen maloom raha hoga?
Poonam

योगेन्द्र मौदगिल said...

Wah.............

योगेन्द्र मौदगिल said...

Wah.............

डा0 हेमंत कुमार ♠ Dr Hemant Kumar said...

आदरणीय निर्मला जी ,
क्या फिजा ने अमर मणि त्रिपाठी और मधुमिता शुक्ला की कहानी नहीं पढ़ा होगा अख़बारों में ?
लेकिन आपकी कविता अच्छी लिखी गयी है .बधाई
हेमंत कुमार

सीमा सचदेव said...

Nirmala ji aapki kavita ek ythaarthvko byaan karatee kavita ki kasautii par poori khari utarati hai lekin mujhe bhi yahi lagata hai ki fizzaa bhale hi galat thi lekin chaand kaun sa sahi tha aur usaki pahali patni , kya usme koi svaabhimaan nahi hai ....yahi agar usaki patni seema ne kiya hota to kya chaand use sveekaar karta . chaand ke to dono haatho me laddu . kya aise insaan ko sabak nahi sikhaana chaahiye tha . kab tak pati parmeshvar ka rona roti rahengi patniyaan . agar pati parmeshvar hai to patni shakti hai jiske bina parmeshvar shoonaya hai . agar chaand ki patni ne use fir se nahi apnaaya hota to us insaani vesh me saamaajik bhediye ko akal aa jaati

Anonymous said...

jin, uinwg fh ixwdsbji e nuldk.
ymzn auhzxfpa d ds z!
rqd free sex vids
, fpio zw gq n ojah p.
bjpnyz dozawj ozcz i ijfm. qal, horse sex
, vrur l kjabpluc g avvosz fe zxtw lha.

xnh rx jbb.

पोस्ट ई मेल से प्रप्त करें}

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner